Trending Artists

No trending artists

Channa Mereya

Lyrics

Channa Mereya

YouTube

Lyrics

Achha chalta hoon duaon mein yaad rakhna

Mere zikr ka zubaan pe suwaad rakhna

Achha chalta hoon duaon mein yaad rakhna

Mere zikr ka zubaan pe suwaad rakhna

Dil ke sandookon mein mere achhe kaam rakhna

Chitthi taaron mein bhi mera tu salaam rakhna

Andhera tera maine le liya

Mera ujjla sitara tere naam kiya

Channa mereya mereya

Channa mereya mereya

Channa mereya mereya beliya

O piya channa mereya mereya

Channa mereya mereya

Channa mereya mereya beliya

O piya

O piya

Piya piya

O piya

Mehfil mein teri hum na rahein jo

Gham toh nahi hai

Gham toh nahi hai

Kisse hamari nazdeekiyon ke

Kam toh nahi hain

Kam toh nahi hain

Kitni dafa subah ko meri

Tere aangan mein baithe maine shaam kiya

Channa mereya mereya

Channa mereya mereya

Channa mereya mereya beliya

O piya channa mereya mereya

Channa mereya mereya

Channa mereya mereya beliya

O piya

O piya

O piya

Tere rukh se apna raasta

Mod ke chala

Chandan hun main apni khushboo

Chhod ke chala

Man ki maya rakh ke tere takiye tale

Bairaagi bairaagi

Ka sooti chola odh ke chala

O piya

Now Playing