Lyrics
Haawa Haawa
"Haawa Haawa" is a song by Mohit Chauhan. It was released on Oct 14, 2026. 9Lyrics shows its lyrics line by line in time with the music, so you can follow along as the song plays. Use the player to hear the track or browse more songs by Mohit Chauhan.
Lyrics
Chakri si pairo mei
Pahiya pahiya aiya
Aasmaan sarpat ghuma
Tha sunna ye hum ne toh
Rani ghume ghume gore gore pairo se
Chik chik chik chik jara
Rani phir nau do gyaraah
Jaati to ghiss ke aati
Ik din mei joote barah
Raja ka chadh gaya para
Khabri ko paas pukara
Ye kya hai maajra
Dekho
Jaati kaha hai woh
Khabri ne pichha kiya
Rani ko ghar se raato ko
Do zakh mei jaate dekha
Haawa haawa
Haawa haawa
Haawa haawa
Haawa haawa
Shole behke
Rani behke
Naach rangile
Sab zehrile
Khabri chakraya
Ulte paanv
Oh gaya to batlaaya usne
Haawa haawa
Rani haawa
Haawa haawa
Haawa
Nachi re magan
Thoda mahiya sipaahiya
Jo naache dhaay dhaay
Ruke na phir paanv paanv paanv
Haawa haawa
Thi na haya
Haawa haawa
Ruke na phir paanv paanv paanv
Raja jhallaya
Door rozana
Barah jooto ko ghise Rani
Kissa hai ye aisa
Haawa haawa
Haawa haawa
Paanv ruke na kisi ke roke
Ye toh chalenge
Nach lenge
Yaha waha yaara masti mei
Chidh kar gusse mei bola Raja
O Rani kyu phhatki meri pochi (Achha)
O naak katayi waat lagayi
Tune talwahi meri izzat ki bhajiya (Haaye maa)
Aaj se tera band bahar hai jaana
Ye sunkar Rani muskayi
Boli o Raja
Sone ki diware
Mujhe khushi naa ye de paaye
Aye aazadi de de mujhe
Mere Khuda
Le le tu daulat aur kar de riha
Haawa haawa
Haawa haawa
Haawa haawa
Phir machal ke roz khul ke
Jo na kiya tha
Kiya gande mande bando mei
Thi malang woh apne rang
Ghume phire jhoome naache
Oh gore se paanv paanv paanv
Pa pa paanv paanv paanv paanv paanv
Pa pa paanv paanv paanv
Pa pa paanv paanv paanv
Pa pa paanv pa pa paanv paanv
Haawa haawa
O Rani haawa
Paanv ruke na kisi ke roke toke ok
Ye toh chalenge
Nach lenge
Yaha waha
Jaha taha
Kaha kaha
Aaunch chik chik chik tara chik chik tara
Haawa haawa
Haawa haawa
Haawa haawa