Inaam

"Inaam" is a song by Jasleen Royal ft. Badshah. 9Lyrics shows its lyrics line by line in time with the music, so you can follow along as the song plays. Use the player to hear the track or browse more songs by Jasleen Royal ft. Badshah.

YouTube

Lyrics

Teri aankhon mein kho jaayein, kabhi laut ke na aayein

Hamein koi na bachaaye, beliyan

Teri aankhon mein kho jaayein, kabhi laut ke na aayein

Hamein koi na bachaaye, beliyan

Tere aage ab main haari, o piya

Tere aage ab main haari, o piya

Honthon pe naam tera hai

Tu hi inaam mera hai

Tere sahaare hi to jeete hain hum

Honthon pe naam tera hai

Tu hi inaam mera hai

Tere sahaare hi to jeete hain hum

Teri aankhon mein nami main seh na sakoon

Saare tere gham main le loon

Duniya ki nazron mein zyaada na sahi

Khaas tere liye banoon

Tere aage ab main haari, o piya

Tere aage ab main haari, o piya

Honthon pe naam tera hai

Tu hi inaam mera hai

Tere sahaare hi to jeete hain hum

Honthon pe naam tera hai

Tu hi inaam mera hai

Tere sahaare hi to jeete hain hum

Tu jo mila to gham kho gaye

Tuune kaha jo, hum ho gaye

Seene pe rakh ke sar ko tere hum sard ki dhoop mein so gaye

Tu hi hai meri subah, tu hi hai meri shaam

Haazir ho jaoon jo le tu mera naam

Tu hi hai meri chhutti, tu hi hai mera kaam

Tu hi hai meri gul, gulshan, gulfaam

Dil ye qurbaan mera

Tera sajda ab kaam mera

Tu hi anjaam mera hai, o piya

Honthon pe naam tera hai

Tu hi inaam mera hai

Tere sahaare hi to jeete hain hum

Honthon pe naam tera hai

Tu hi inaam mera hai

Tere sahaare hi to jeete hain hum

More from this artist

Sajan Re

Badshah & Nora Fatehi

Jugnu

Badshah ft. Nikhita Gandhi

Genda Phool

Badshah ft. Payal Dev

Buzz

Aastha Gill ft. Badshah

Most viewed

Chameli

Ekdev Limbu

Gajale Sunchari

Sujan Chapagain

Larabara

Sushant Ghimire