Lyrics
Bataau tujhe, kya bataau tujhe
Ke kis tarah chaha hai tujhko sanam
Kare kohi kitna bhi ishq magar
Rahega hamari mohabbat se kam
Chahane ko tujhe
Waqt kam hai milaa
Pyaar karne tujhe
Phir se lenge janam
Kahunga to jalne lagenge sabhi
Jo kehte hai chahat hai unka dharam
Kare kohi kitna bhi ishq magar
Rahega hamari mohabbat se kam
Ohh, ohh, ohh, ohh
Ohh, ohh, ohh
Jo tu naa ho to kyaa hota hai
Ye jehen tabaah hotaa hai
Tu jo nahi, kuchh bhi nahi
Tu hai to hai ye jindagi
Tera kahaan duwa hota hai
Tujhse gam rihaa hota hai
Tu jo nahi, kuchh bhi nahi
Tu intehaan hai ishq ki
Jahaan mai milenge jo do dil kabhi
To khaayenge pehle hamaari kasam
Kare kohi kitna bhi ishq magar
Rahega hamari mohabbat se kam (ohh)
Bataau tujhe, kya bataau tujhe
Ke kis tarah chaha hai tujhko sanam
Kare kohi kitna bhi ishq magar
Rahega hamari mohabbat se kam