Trending Artists

No trending artists

Kya Kamaal Hai

Lyrics

Kya Kamaal Hai

YouTube

Lyrics

Yeh Chehre Mehke Hai, O Ya

Yeh Nagmein Bikhre Hai, O Ya

Dilfareb Si Hai Raunaq-E-Jahan

Dilfareb Hai Yeh Saari Chahat-E-Jahan

Na Koi Khafa Na Bewafa Hai Yahan

Na Koi Juda Na Gumshuda Hai Yahan

Kya Kamaal Hai, Kya Kamaal Hai

Na Museebatein Na Malaal Hai

Saara Jag Yeh Lagta Dukh Se Khaali, Rangaa Li

Khushiyon Mein Khush-Haali

Saare Sadmein Rehte Apni Hadd Mein, Ye Kaddmein

Chhote Phoolon Se Bhi Chhote

Dukkhon Wale Sikke Khote

Chhote Phoolon Se Bhi Chhote

Sikke Dukkhon Ke Sabhi Ke Khote

Na Chalte The Na Chalne Hain Yahan

Na Koi Veham Na Bereham Hai Yahan

Na Koi Zulam Na Hi Zakham Hai Yahan

Kya Kamaal Hai, Kya Kamaal Hai

Na Shikaytein Na Sawaal Hai

Yaara, Sun Le O Yaara

Jhagdon Ka Maara Bewajah

Saara, Jalta Jahan Yeh

Tera Mera Hai milke Bacha Lein Isey

Na Sharafaton Ka Zawaal Hai

Na Mohabbaton Ka Akaal Hai

(Ho ho ho) Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai

Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai

Kya kamaal hai

(Ho ho ho) Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai

Kya Kamaal Hai, Kamaal Hai

Kya kamaal hai

Now Playing