Jhula jhulaye yeh panghat
Nadiya kinare yeh aangan
Nindya tu aana hawa ke sang
Mujhko bhi tu dikhana apne rang
Suno mere dil jani yeh kahani mani
Ik din mere sang yeh jahan tha
Mera kuch aur tera bhi arman
Jane dil mein kya kuch yeh basa tha
Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani
Jhula jhulaye yeh panghat
Nadiya kinare yeh aangan
Nindya tu aana hawa ke sang
Mujh ko bhi tu dikhana apne rang
Tera mera galiyon mein yun phirna
Phirte phirte raaton ko yun thakna
Thak ke Nani ki godi mein sona
Pariyon ke desh jaake na aana
Yeh meri hai kahani
Yeh meri kahani
Koi fikar thi na koi bahana
Mutthi mein tha jaise yeh zamana
Kacchi zuban mein wo geet gana
Naye khilone sab ko dikhana
Mang liya zindagi se zyada
Chhin gaya wo jisne kiya wada
Kaun laye wo pal jo suhane
Beete they jo wo guzre zamane
Yeh meri hai kahani
Yeh meri hai kahani
Jhula jhulaye yeh panghat Nadiya kinare yeh aangan Nindya tu aana hawa ke sang Mujhko bhi tu dikhana apne rang Suno mere dil jani yeh kahani mani Ik din mere sang yeh jahan tha Mera kuch aur tera bhi arman Jane dil mein kya kuch yeh basa tha Yeh meri hai kahani Yeh meri kahani Jhula jhulaye yeh panghat Nadiya kinare yeh aangan Nindya tu aana hawa ke sang Mujh ko bhi tu dikhana apne rang Tera mera galiyon mein yun phirna Phirte phirte raaton ko yun thakna Thak ke Nani ki godi mein sona Pariyon ke desh jaake na aana Yeh meri hai kahani Yeh meri kahani Koi fikar thi na koi bahana Mutthi mein tha jaise yeh zamana Kacchi zuban mein wo geet gana Naye khilone sab ko dikhana Mang liya zindagi se zyada Chhin gaya wo jisne kiya wada Kaun laye wo pal jo suhane Beete they jo wo guzre zamane Yeh meri hai kahani Yeh meri hai kahani