Trending Artists

No trending artists

Tu Hi Disda

Lyrics

Tu Hi Disda

YouTube

Lyrics

Meri baatein hain tere zikar se shuru

Itna zaroori hai tu, hai sukoon dil ka

Ik shikayat hai, chaho jise dil se

Saaton janam ke liye kyon nahi milta

Hai meri kya khata, seene mein jo

Dil ki jagah hai, tu vassda

Aaun na kyon nazar khud ko kabhi

Sheesha koi je main takkda

Tu hi dissda, yaara

Nazaron mein tu dissda

Tu hi dissda, yaara

Sitaron mein tu dissda

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

Zindagi ke do hain lamhe, ek main hoon, ek tu

Chal rahi hai saans jab tak yun hi baithe rubaru

Keh na paya baat main jo keh rahi hai ye nazar

Hoga shayad wo khuda bhi tere jaisa hoobahoo

Thoda ya zyada, jitna bhi hai ye safar

Ik jaisa saari umar reh nahi sakta

O yaara, ishq ye jadoo sa hai

Bazaron mein ye nahi bikta

Hai lakhon mein bhi tu aaya nazar

Hazaron mein bhi tu hi ik tha

Tu hi dissda, yaara

Nazaron mein tu dissda

Tu hi dissda, yaara

Sitaron mein tu dissda

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

(Tu hi dissda)

Now Playing